C)Purani Jeans aur guitar..
mohallay (F)ki wo chhat
aur (C)mere yaar wo ratoon ko jaagna subha ghar jana koodke deewar..
(Am)Wo cigerrete peena gali mein jakay
(G)wo karna daantoon ko ghari ghari saaf
(C)Pohanchna college hamesha late...
wo kehna sir ka get-out from the class
Bahir jakay hamesha kehna... yahaan ka system hi hai kharab
wo jakay cantene mein table bajakay wo ganay gaaana yaaroon k sath
Chorus : ....
C)bas yadein yadeein yadein rehjati hain
(C)kuch chhoti chooti batein
(C)rehjati hain