gulabi aankhen jo teri dekhi

 

 

Amin Gmaj
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Fmaj Emaj
Sharaabi yeh dil ho gaya
Amin Gmaj
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Fmaj Emaj
Sambhalna mushkil ho gaya
Amin Gmaj
Dil mein mere khwaab tere
Fmaj Emaj
Tasweer jaise ho deewaar pe
Amin Gmaj
Tujhpe fida main kyoon hua
Fmaj Emaj
Aata hai gussa mujhe pyaar pe
Amin Gmaj
Main lut gaya maanke dil ka kaha
Fmaj
Main kahin tha na raha
Emaj
Kya kahoon main dilruba
Amin Gmaj
Pura yeh jaadu teri aankhon ka
fmaj Emaj
Yeh mera kaatil ho gaya

 

 Songs:    All  A  B  C  D  E  F  G  H  I  J  K  L  M  N  O  P  Q  R  S  T  U  V  W  X  Y  Z